- Jo ensaan Khuda par yaqeen rakhta hai, woh logon ke saath ache tariqey se paish ata hai
- Kaamil yaqeen rakhne wala ensaan kamiab ho jata hai, or jis ka yaqeen kamil na ho, woh nakaam hi rehta hai
- Jis ensaan ko apne amaal ka silah milne ka yaqeen hota hai, woh naiki ke siwa koi kaam naheen karta
- Yaqeen ensaan ke liye sara sar khushi or parhaiz garee bais e ezat hai
- Yaqeen emaan ki nishai jab ke hirs burai ka sabab hai
0 comments:
Post a Comment